Wednesday, May 15, 2013


Humey kab bhala is honi ka intezaar tha,
Rakhte they jazbaat dil mein,
Na kahi zikr na kahi izhaar tha…

Woh toh tum they jisne bina kahey hi sab sun liya,
Ankhon se hi badle mein ek wade kar diya,
Warna humein kab apni kismet par aitbaar tha...

No comments: