Saturday, October 15, 2011

Mail-milap

Pehle log haath mila kar, gale mil kar mail milap kiya karte they...
Aaj toh milap keval mail ke 'hi' tak hi reh gaya hai...

Hum kareeb aa rahey hai ya door ja rahey hai?